- Molvi Syed Ali Hashim Abdi
-
[Molvi Syed Ali Hashim Abdi] Was a great poet of Urdu. He passed Molvi Degree from "Wasika Arbi College", Faizabad. He was a Land lord of Baragaon Shahganj Jaunpur.
Contents
Some of his Qasida
1
Cherag Lakh jala Aftab ho na saka
Jawab-e-Noor-e-Hasan(a.s.) Mahatab ho na saka.
Arab me yon to bhut shekh-o-shab the
Lekin Ali(a.s.) se jo bhi lada kamyab ho na saka..
2
Hazaron Sajde kiye ek sawab ho na saka
Baroz-e-hashar-e-amal kamyab ho na saka.
Ye faiz-e-ulfat-e-Ibn-e-Ali(a.s.) hai Hashim
Gunahgar tha lekin azab ho na saka..
3
Na malak koi na masoom wahan tak pahuche
Ek Muhammad the jo asrab-e-jahan tak pahuche.................
Some of his Nauha
1
Ran me bali Sakina(a.s.) ne ro kar kaha, Mujhko pani nahin chahiye ab chacha,
Ab nahin mujhko shikwa zara pyas ka, Har ghadi karti houn intezar aap ka,
Mujhko pani nahin chahiye ab chacha,
Aae Saqqa-e-haram ammu-e-ji hasham, Ammu deti hon ulfat ki apni kasam,
Shimr se aa ke itna to pucho jara, Mari bacchi pe tune sitam kiyon hai kiya,
Ran me bali Sakina(a.s.) ne ro kar kaha.
2
Sogwar-e-shah-e-din qaidi-e-jindan fuffi, Ek din wo tha ki Jibraeel(a.s.) ijazat le kar,
Padh ke salwat hote the dakkil ghar ke andar, Aaj hain ma bahane sabhi uryan fuffhi,
Categories:- People from Jaunpur
Wikimedia Foundation. 2010.